Saturday, August 2, 2008

dil walon ki basti.....


Aadhay chand ki raat.....


lahay judai kay





















Lamhe Judai Ke ,
Bekarar Kerte Hain,
Haalat Mere Mujhe,
Laachar Karte Hain,
Aankhe Meri Parh Lo Kabhi,
Ham Khud Kaise Kahe Ki ,
Aapse Pyaar Karte Hain.

Mere Pyaar Ka ,

Hisaab Jo Lagaoge,
To Mere Pyar Ko,
Behisaab Paoge,
Paani Ke Bulbule Sa ,
Hai Mera Pyar,
Zara Si Thes Lagi,
To Dhundte Rehjaoge.

Yoon To Zindagi Ki Rahoon ,

Main Log Hazar Milengay Hum Yya Hum Say ,
Achy Hazar Milengay Lekin Bhool Na Jana ,
Bhool Se Bhi Hamain Kyoon K Hum Kahan ,
Apko Bar Bar Milengay
Dur Na Jaaya Karo,

Dil Tarap Jaata Hai Tere Hi Khayalon Me,
Din Guzar Jaata Hai Aaj Puchha Hai Dil ,
Ne Ek Sawal Tumse Kya Dur Rehker Tumko ,
Bhi Hamara Khayal Ata Hai
Khamosh Raat Ke Pehlu,

Me Sitare Nahi Hote,
In Rukhi Aankho Me ,
Rangin Nazare Na Hote.
Hum Bhi Na Karte Parwah,
Agar Aap Itne Pyare Na Hote !!!

Khalish